Exam Me Top Kaise Kare topper कैसे बने

best study tips hindi me

Hallo Dosto Namskar Aaj Mai Aapko  Batane Wala Hu Kaise Hum exam Me Top kaise Kare.Aaj har koi pariksha me top karna chahta hai,aur mehnat bhi karte hai par wo top nahi kar pate hai.iaske liye hame niyam bana ke chalna hoga ,tabhi hum exam me top kar sakte hai.
Is post me mai aapko un bato ko shair karunga jo padhai ke atirikat bhi jaruri hota hai.
best study tips hindi me


Exam me top karne ko hume na to aasan samjhana chahiye ya na hi hume utna  kathin samjhana chahiye.

Haum yah maan kar chale ki hum top kar sakte hai par bina mehnat ke nahi.mehnat karenge tabhi hum top kar sakte hai.


बोर्ड exam की तैयारी कैसे करे


Aaiye jante hai kuch study tips in hindi:-


best study tips in hindi 


1.Apne man ko स्थिर रखे :- dosto exam ke bare me hume kabhi apne man me dar nahi aane dena chahiye . agar hum darenge to hum exam me top nahi kar sakte hai.isliye apne man ko sthir rakhana chahiye.


2.Darkar nahi Datkar padhai kare:-exam ka mulmantra yahi hai ki hume darna nahi chahiye balki man lagakar padhai karna chahiye. Jaise kahte hai dark e aage jeet hai wasi hame bina dare padhana chahiye. Apne man me sabhi Vishay ke prati dar nikal dena chahiye. Hume yah samjhna chahiye ki koi bhi Vishay kathin nahi hai hum use aasani se fight kar sakte hai.isliye hume darker nahi datkar padhai karni chaihiye.


3. Lagatar continues na padhe:- koi bhi kaam ko continue nahi karna chahiye. Beech me aaram karna bhi jaruri hai.isase man bhi  un padhi hui chijo ko swikar karta hai .hamare dimak me usko sthapit karta hai. Beech me aaram karne se Vishay bojhil nahi lagta hai,padhai karne ka man bana rahta hai.lagataar padhne se sirdard bhi hota hai isliye beech beech me aaram bhi jaruri hota hai.


4.Uchit Bhojan Le-: exam ke samay me hame uchit bhojan lena chahiye taaki hamara swasthay thik rahe . exam ke samay  hame fast food ya kisi bhi tarah ka aisa bhojan nahi karna chahiye jisse hamara swasthay kharab ho jaye aur hum exam me na baith sake ya exam ke samay hamara dhayan paper par fokas na ho sake.


5.Mobile ,Tv, Social Media Ka Prayog Kam Kare :- aaj ka samay aadhunikta ka samay hai aur jyada tar log social media par hi vyast rahte hai.maine dekha hai ki kai log padhai ke dauran bhi inka prayog karte rahte hai .hamara pura dhayan padhai par focus nahi ho pata hai,beech-beech me use dekhate rahte hai dhayan usi taraf rahta hai, padhai me man nahi lagata hai. Isliye hame kam se kam ya ho sake to exam ke samay iska prayog ko puri tarah band kar dena chahiye.


6.jyada der raat tak padhai nahi karna chahiye.

7.subah jaldi uthana chahiye aur padhai karna chahiye .

8.aapas me apne dosto ke saath group me charcha karna chahiye.

9.regular class jaana chahiye taaki koi Vishay chut na jaye. 


last word


topper kaise bane useful tips hindi


Dosto to hamare post ka sarance yahi nikalta hai ki hame mehnat karni chahiye . aap in sab niymo ka kadai se palan karte hai to aap jarur hi exam me top karenge ,lagan bahut jaruri hota hai kisi bhi kaam ko karne ke liye.isliye hame puri lagan ke saath padhai karni chahiye.

Dosto agar aapko mera ye post pasand aaya to aap ise social media me aapne dosto ko jarue shair kare aur in ideas ko unhe jarur bataye.

Agar aapke koi sawal ho to mujhe comment box me jarur puche taaki mai aapki samsyao ko dur kar saku.

Aapko kis subject par post chahiye ye bhi jarur bataye.

Labels: