Window 7 me auto update kaise band kare

Hallow dosto aaj is post me mai aapko batane wala hu ki kaise window 7 me auto update ko band kaise kare.auto update ko band nahi karne se hamari net ki speed slow ho jati hai achche se net suffering nahi kar pate hai.
close auto update window 7

Auto update ko kyo band kare

Auto update ko band karne se internet ki speed bad jaati hai. computer thik se run karta hai.agar hm ise band nahi karte hai to net speed to slow hoti hai saath me hamari net pack bhi khatam hota rahta hai. update me kai softwere 3 mb 4mb se lekar 80mb 90mb se bhi upar hoti hai.internet pack jaldi khatam ho jata hai. isliye auto update ko band karna bahut jaruri hota hai.

Window me auto update kaise stop kare-


Ise band karne ke bahut hi simple way hai jise apnakar aap aasani se band kar payenge

Sabse pahle apne computer ke start menu par click kare.
how to stop auto update window 7

Start menu par click karne ke baad right side me control panel par click kare.
Usme click karne ke baad ek naye window open hoga.is window me bahut sare option hoga.isme se system and security par click kare.
system and security

Click karne ke baad Ek naya window open hota hai isme se window update par jaana hai.jha par red arrow h wha click kare.
window updater

Naye window me change setting par click kare.

iske baad aap dekhenge ki install updater automatically(recommended) selected hai. uske bagal me right side par down arrow me click karna hai.

Down arrow me click karne ke baad usme se never chaque for updates(not recommended) ko select kijiye.

Ise select karne ke baad niche me ok ke batton par click kare.

ab apka auto update band ho jayega apki net ki speed bhi bad jayegi.

at last word

Dosto ab aap jaan gaye honge ko kaise window 7 me auto update band kar sakte hai.

 mere hisab se pc user ko auto update ko band kar dena chahiye jisse hamari net speed bhi thik se chale aur pc bhi achche se run kare.

Is stape ko aap follow karenge to jarur hi ise band kar payenge.
Agar iske baad bhi aap band nahi kar paa rahe hai to mujhe comment box me jarur bataye.

Pc se releted koi bhi sawal ho comment box me jarur share kare
Dosto agar aapko yah post achcha lage to apne dosto ko jarur share kare.

Also read-

google input tools se 5 menute me hindi typing sikhe
computer softwere ke liye top 5 website
computer me khrab file kaise delete kare
PDF file me password kaise lagaye
Kishi bhi website ko hindi me kaise translate kare


Labels: